DDLJ Top 20 Dialogues Shah Rukh Khan Yash Chopra
DDLJ Top 20 Dialogues |
DDLJ movie one of the famose movies of Bollywood history. Many records has been made by DDLJ movie. It is one of the most loved movies of all time. It’s the movie that changed the course of Bollywood and redefined romance on so many levels.This movie gives super hit Bollywood jodi Shahrukh Khan and Kajol.Shah Rukh Khan and Kajol became one of the biggest and the most loved on-screen couple of all time. No one forget the jodi Timing Dialogue delivery. we collect all the dialogues from the DDLJ movies. Here you can Find All the Dialogues of DDLJ movies.
Movie Credits:
Movie Name : Dilwale Dulhaniya Le Jayenge (DDLJ)
Lyrics : Anand Bakshi
Written : Karan Razdan
Starring : Shah Rukh Khan, Kajol
Director : Aditya Chopra
Producer : Yash Chopra
Music : Jatin-Lalit
Release Date : 20 October 1995
DDLJ Top 20 Dialogues List
Sharukh (Raj) - Bade bade deshon mein aaisi choti choti baatein... hoti rehti hai.
Sharukh (Raj) - Tumhari jaisi ladki ke saath, mere jaise ladke ka hona ... bahut zaroori hai.
Sharukh (Raj) - Agar yeh tujhe pyar karti hai toh yeh palat ke dekhegi ... palat ... palat!
Sharukh (Raj) -Main aa raha hoon, Simran
Sharukh (Raj) -Agar tum galat raaste par chaloge ... toh ho sakta hai shuruvat mein tumhe bahut kamyabi mile, bahut khushiya mile ... magar anth mein tumhari haar hogi ... aur agar sahi raaste par chaloge ... toh bhale hi shuruvat mein tumhe kadam kadam par thokarein mile, musibaton ka samna karna pade, pareshani ho ... magar anth mein hamesha jeet hogi
Sharukh (Raj) - Toh kya hua agar maine jhoot sirf tumhe paane ke liye kaha tha ... toh kya hua agar tumhare chehre ke sivah mujhe koi aur chehra dikhai nahi deta ... toh kya hua agar tumhare naam ke sivah mujhe koi aur naam yaad nahi rehta ... toh kya hua agar yeh awara tumhe deewano ki tarah pyar karta hai ... toh kya hua ... pyar sab kuch toh nahi hota na
Amrish Puri (Simran Father ) - Ja Simran ... ja jeele apni zindagi ... ja beta ja
Sharukh (Raj) - Joh shaadi waale ghar mein seva karta hai ... usko bahut sundar dulhan milti hai.
Sharukh (Raj) -Main ek Hindustani hoon ... aur main jaanta hoon ki ek Hindustani ladki ki izzat kya hoti hai
Farida Jalal (Simran mother ) - Jab ladki jawan ho jaati hai na ... toh maa uski maa nahi rehti ... sehali ban jaati hai
Amrish Puri (Simran Father ) - Sapne dekho, zaroor dekho... bus unke poore hone ki shart mat rakho
Sharukh (Raj) - Koi bhi ullu ka patha sirf ek angoothi pehanakar tumko mujhse nahi cheen sakta ... tum meri ho, sirf meri
Sharukh (Raj) - Tumhari aankhein mujhe meri dadima ki yaad dilati hai
Sharukh (Raj) - Ek pal mein beta bana liya ... aur doosre hi pal mein paraya kar diya
Sharukh (Raj) - Mohabbat ka naam aaj bhi mohabbat hai ... yeh na kabhi badli hai aur na kabhi badlegi
Amrish Puri (Simran Father ) - Insaan ki umar utni hi hoti hai jitni woh feel karta hai
Amrish Puri (Simran Father ) - Zarooraton ne par kaat diye hai ... roti paon ki zanjeer ban gayi hai
Anupam Kher (Raj Father) - Dimaag mein kitaaben bharne se jeben thodhi bharti hai
Anupam Kher (Raj Father) - Fail hona aur padhai na karna ... hamare khandaan ki parampara hai
Amrish Puri (Simran Father ) - Ja Simran ja, jeele apni zindagi
ConversionConversion EmoticonEmoticon