Best Dialogues of Dilwale (1994) movie
Best Dialogues of Dilwale (1994) movie |
Dilwale (1994) movie details :-
Movie Title : Dilwale
Written : Karan Razdan
Starring : Ajay Devgan, Sunil Shetty, Raveena Tandon
Music : Nadeem-Shravan
Directed : Harry Baweja
Produced : Paramjeet Baweja
Release dates : 4 February 1994
Dilwale Dialogues serial wise
Ajay Devgan - Humein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha... meri kishti thi doobi wahan, jahan pani kam tha
Sunil Shetty - Pyar toh usne kiya, humne to bas dillagi ki
Ajay Devgan - Yeh duniya hum mein milne nahi degi ... lekin main bhi ab is duniya ko jeene nahi doonga
Sunil Shetty - desh sirf do hi logon pe hasta hai... hijhron par aur hum police waalon par... kyun ki nah hi woh kuch kar sakte hai, aur nah hi hum kuch kar sakte hai
Sunil Shetty - Dilwale toh bahut dekhe, lekin pyar mein joh pagal ho jaye... aise dilwale ko aaj pehli baar dekha
Sunil Shetty - Hum Hindustani policewaale jahanum tak us shaksh ka peecha nahi chhodte... joh is vardi ki beizzati karta hai
Ajay Devgan - Yeh aankhen, yeh chehra, yeh noor... insaan ho ya pari ho tum
Ajay Devgan - Mujhe aaina na dikhao, ismein koi pagal nazar aata hai... yeh main nahin, ismein sara jahan nazar aata hai
Sunil Shetty - Main bahar dhamki dekar aaya hoon ki joh aadmi pehle andar aayega... main uski taange todh doonga
Raama lagon - Amir toh duniya mein nafrat hi faylata hai ... par gareeb pyar laata hai
Paresh Rawal - Uska toh main aisa hashar karoonga ... ki sunne waalo ki rooh kaanp uthegi
Ajay Devgan - Mohabbat mere dost, aag bhi lagati hai un dilon ko ... jin mein mohabbat ke chirag jalte hai
ConversionConversion EmoticonEmoticon